Naino ki bat naina jane hai -- Prabhash and Anushka -- love song

5 years 141 Views
Category:
Description:
Singer: ALTAAF SAYYED,
Music: CHANDRA SURYA,
Lyrics: AKHTAR NAFE,
Music Label: AFFECTION MUSIC RECORDS,

Naino ki to baat naina jaane hai,
Sapno ke raast rena jaane hai,
Naino ki to baat, naina jaane hai,
Sapno ke raast rena jaane hai,
Dil ki baatein dhadkan jaane hai,
Jispe guzari woh dil jaane hai,
Hum deewane ho gaye hai aapke,
Hum to bas itna jaane hai,

Tu mera hai sanam,
Tu mera hum dum,
Tere sang jeena ab sathon janam,
Tu mera hai sanam,
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..,

Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria,
Kahi kare de na ye.. mere liye dushwaria,
Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria,
Kahi kare de na ye.. mere liye dushwaria,
Husan ki baat to husan hi jaane hai,
Roop ke naaz to roop hi jaane hai,
Sahi galt to darpan jaane hai,
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye, hai aapke
Hum to bas itna jaane hai..

Tu mera hai sanam,
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena, ab sathon janam
Tu mera hai sanam,
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam,

Sukhe patton ki tarha thi meri ye zindagi,
Osa ki bundon ke jaise,
Jab se mujhpe tu geeri,
Sukhe patton ki tarha thi meri ye zindagi,
Osa ki bundon ke jaise,
Jab se mujhpe tu geeri,
Ruh ki baat to saans hi jaane hai,
Honton ki khwaishein pyaas hi jaane hai,
Kyu jogi ho jogan jaane hai,
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke,
Hum to bas itna jaane hai..

Tu mera hai sanam,
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam,
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..

jaane hai whatsapp status, tu mera hai sanam whatsapp status, jo baat naina jaane hai whatsapp status, naina thag lenge, jaane hai ringtone, sochta hun k wo, naino ki mat suniyo re, tu mera hai sanam ringtone, jaane hai female version, mere sanam, whatsapp status new, hum deewane hain aapke, naina song, tu mera hai sanam tu mera hamdam song, whatsapp status sad, altaaf sayyed all songs, naina re, dil ki baatein dil hi jaane, tu jo kehde agar toh main jeena chod du, naino ki bat naina jane re,